–FEMALE–
(Aankh hai bhari bhari aur tum
Mijn ogen zijn gevuld (met tranen), en jij
Muskuraane ki baat karte ho) – 2
zegt dat ik moet lachen
Zindagi khafa khafa aur tum
dil lagaane ki baat karte ho
Het leven is boos, en jij
zegt dat ik ervan moet houden
Aankh hai bhari bhari aur tum
Muskuraane ki baat karte ho

(Mere haalaat aise hai
ke main kuch kar nahin sakti) – 2
Mijn toestand is zo,
dat ik niks kan doen
Tadapta hai yeh dil lekin
main aahein bhar nahin sakti
Dit hart is aan het lijden, maar
ik kan mijn adem niet vullen (figuurlijk voor: ik kan er niet over praten)
Zakhm hai hara hara aur tum
chot khaane ki baat karte ho
Wonden openen, en jij
zegt dat ik het moet verdragen
Zindagi khafa khafa aur tum
Dil lagaane ki baat karte ho
Aankh hai bhari bhari aur tum
Muskuraane ki baat karte ho

(Zamaane mein bhala kaise
Mohabbat log karte hain) – 2
Trouwens in deze wereld, hoe
kunnen mensen verliefd worden?
Vafa ke naam ki ab to
shikaayat log karte hain
Als je de naam van trouw nu gebruikt,
klagen mensen
Aag hai bujhi bujhi aur tum
Lau jalaane ki baat karte ho
Het vuur is gedoofd, en jij
zegt dat ik een kaarsenvlam moet aanmaken
Zindagi khafa khafa aur tum
Dil lagaane ki baat karte ho
Aankh hai bhari bhari aur tum
Muskuraane ki baat karte ho

(Kabhi jo khwaab dekha to
Mili parchhaaiyaan mujhko) – 2
Wanneer ik dromen zag,
kreeg ik schaduwen
Mujhe mehfil ki khwaahish thi
Mili tanhaaiyaan mujhko
Ik wenste een drukte
en ik kreeg eenzaamheid
Har taraf dhuaan dhuaan aur tum
Aashiyaane ki baat karte ho
In elke richting is er rook, en jij
praat over een plek om te leven
Zindagi khafa khafa aur tum
Dil lagaane ki baat karte ho
Aankh hai bhari bhari aur tum
Muskuraane ki baat karte ho
Mm hm hm hm hm hm hm hm hm hm – 2

0 antwoorden

Plaats een Reactie

Meepraten?
Draag gerust bij!

Geef een reactie

Het e-mailadres wordt niet gepubliceerd. Vereiste velden zijn gemarkeerd met *