(Khoya khoya chand rehta hai aasmaan ke paas
De verdwaalde verdwaalde maan woont bij de hemel
Khoye khoye hum bhi rehte hain is jahaan ke paas) – 3
Verdwaald verdwaald wonen wij ook dichtbij deze wereld
Khoya khoya kyoon rehta hai aaj kal yeh dil
Waarom blijft dit hart zo verdwaald tegenwoordig?
Tum to meri jaan samajhti ho kya meri mushkil
Jij begrijpt toch wat mijn moeilijkheid is, mijn schat?
Saari saari raat jaagoon main chandni ke saath
De hele nacht blijf ik samen met het maanlicht wakker
Bas mein nahin hai aaj kal yeh mere jazbaat
Deze gevoelens van me zijn niet meer in mijn greep tegenwoordig
Keh do naa, keh do naa, keh do naa pyaar hai – 2
Zeg nou, zeg nou, zeg nou dat er liefde is

(Dekhta hoon sirf tumko, tum nigaahon mein basi ho
Ik zie alleen jou, je woont in mijn ogen
Chaahta hoon sirf tumko, tum to meri aashiqui ho) – 2
Ik verlang alleen naar jou, je bent mijn liefde
Saari saari raat jaagoon main chandni ke saath
Bas mein nahin hai aaj kal yeh mere jazbaat
Keh do naa, keh do naa, keh do naa pyaar hai – 2

(Mar gaya pehli hi nazar mein main tumhaari is saadgi pe
Ik ben in de eerste blik dood gegaan, door jouw simpelheid
Dekho aise shaq karo naa tum meri deewaangi pe) – 2
Kijk, betwijfel mijn gekheid niet zo
Saari saari raat jaagoon main chandni ke saath
Bas mein nahin hai aaj kal yeh mere jazbaat
Keh do naa, keh do naa, keh do naa pyaar hai – 2
Khoya khoya chand rehta hai aasmaan ke paas
Khoye khoye hum bhi rehte hain is jahaan ke paas
Khoya khoya kyoon rehta hai aaj kal yeh dil
Tum to meri jaan samajhti ho kya meri mushkil
Saari saari raat jaagoon main chandni ke saath
Bas mein nahin hai aaj kal yeh mere jazbaat
Keh do naa, keh do naa, keh do naa pyaar hai – 2

0 antwoorden

Plaats een Reactie

Meepraten?
Draag gerust bij!

Geef een reactie

Het e-mailadres wordt niet gepubliceerd. Vereiste velden zijn gemarkeerd met *